Enjoy Aur Pyaar Karna Hai lyrics by Guru Randhawa Ft. Neha Kakkar. This is a Beautiful and Latest Punjabi Song 2021. Aur Pyaar Karna Hai Song Lyrics is written by . This New Song Release Under "T-Series". Music of song ‘Aur Pyaar Karna Hai’ given by ' '.
Aur Pyaar Karna Hai lyrics in English
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumar karna hai
Jab talak jahaan se bichhadna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Beshumar karna hai
Abhi humein muddaton dilon ki baat karni hai
Abhi bahut si baarishein saath guzarani hai
Wo kabhi bhi koi ashq jo teri
Aankh bhigaana chaahega
Tujhse pehle inn aankhon mein
Aake wo ruk jaayega
Aake wo ruk jaayega
Abhi tumhein aur humein
Ye ikraar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Kai khwaahishon ko poora karna hai
Kai dhoop chhav se guzarana hai
Khush gawaar khawaabon ko
Inn haseen palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam...
Jab talak ke saanson ka chalna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhein aur humein
Aur pyaar karna hai